Best 250+ Waqt Shayari in Hindi |वक़्त शायरी हिंदी में

Waqt Shayari हमारे समय के साथ गहरे संबंध को समेटे हुए है, और ऐसे मार्मिक विचार प्रस्तुत करता है जो हमारे भीतर गहराई से गूंजते हैं। यह कला केवल हमारी भावनाओं को अभिव्यक्त नहीं करती, बल्कि जीवन की क्षणभंगुरता की याद दिलाते हुए हर पल को संजोने के महत्व को भी दर्शाती है।

कविता की यह अनोखी विधा लेखकों को समय के प्रवाह के प्रति अपनी भावनाएँ व्यक्त करने का अवसर देती है, जहाँ अक्सर स्मृतियों की मिठास में जीवन के अनुभवों की बुद्धिमत्ता भी झलकती है। इस लेख में, मैं वक़्त शायरी के सार, समकालीन कविता में इसके महत्व, और यह कैसे हमें वर्तमान को सराहने के लिए प्रेरित कर सकती है इन पहलुओं की चर्चा करूंगा।

Waqt Shayari

कोई ठहरता नहीं यूँ तो वक़्त के आगे
मगर वो ज़ख़्म कि जिस का निशाँ नहीं जाता

Koi thehrata nahi yoon to waqt ke aage
Magar wo zakhm ki jis ka nishaan nahi jaata

अख़्तर’ गुज़रते लम्हों की आहट पे यूँ न चौंक
इस मातमी जुलूस में इक ज़िंदगी भी है

Akhter’ guzarte lamhon ki aahat pe yun na chaunk
Is maatmi julus mein ik zindagi bhi hai

वो जो बदलने का बहुत शौक रखते थे,
आखिरी वक्त न कह पाये कफ़न ठीक नहीं !

Wo jo badalne ka bahut shauk rakhte the,
Aakhri waqt na keh paaye kafan theek nahi! 

बुरा वक्त तो सबका आता है।
कोई बिखर जाता है, तो कोई निखर जाता है।

Bura waqt to sabka aata hai.
Koi bikhar jaata hai, to koi nikhar jaata hai.

वक्त दिखाई नहीं देता है,
पर बहुत कुछ दिखा जाता है !

Waqt dikhai nahi deta hai,
Par bahut kuch dikha jaata hai !

Rishte Waqt Shayari

ये वक़्त नूर को बेनूर कर देता है
छोटे से ज़ख्म को नासूर कर देता है

Yeh waqt noor ko benoor kar deta hai
Chhote se zakhm ko nasoor kar deta hai

शायद यह वक़्त हमसे कोई चाल चल गया,
रिश्ता वफ़ा का और ही रंगों में ढ़ल गया।

Shaayad yah waqt humse koi chaal chal gaya,
Rishta wafa ka aur hi rangon mein dhal gaya.

waqt shayari in hindi
waqt shayari in hindi

अच्छी खासी जिंदगी चल रही थी बेफिक्री में
फिर वक्त ने साजिश की
और एहसासों की बारिश की..!!

Acchi khaasi zindagi chal rahi thi befikri mein
Phir waqt ne saazish ki
Aur ehsaason ki barish ki..!!

वक़्त बदलने से उतनी तकलीफ नहीं होती।
जितनी अपनों के बदल जाने से होती है।।

Waqt badalne se utni takleef nahi hoti.
Jitni apnon ke badal jaane se hoti hai.

वक्त नहीं लगता दिल को दिल तक आने में
पर सदियों लग जाती हैं एक रिश्ता भूलने में

Waqt nahi lagta dil ko dil tak aane mein.
Par sadiyon lag jaati hain ek rishta bhoolne mein.

Bura Waqt Shayari

कभी वक्त मिला तो जुल्फें तेरी सुलझा दूंगा
आज खुद उलझा हूं, वक्त को सुलझाने में

Kabhi waqt mila to zulfen teri suljha dunga.
Aaj khud uljha hun, waqt ko suljhane mein.

ए वक्त जरा संभल के चल,
कुछ लोगों का कहना है, तू बहुत बुरा है।

Ae waqt zara sambhal ke chal,
Kuch logon ka kehna hai, tu bahut bura hai.

हम एक शहर में थे इक नदी की दूरी पर
और उस नदी में कोई और वक़्त बहता था

Hum ek shahar mein the ek nadi ki doori par
Aur us nadi mein koi aur waqt behta tha

वक्त की धुंध में छुप जाते हैं कई ताल्लुक,
बहुत दिनों तक किसी की आँख से ओझल ना रहिये।।

Waqt ki dhundh mein chhup jaate hain kai taalluq,
Bahut dinon tak kisi ki aankh se ojhal na rahiye.

कौन चाहता है अपनों से दूर रहना
पर वक्त सबको मजबूर कर देता है

Kaun chahta hai apnon se door rehna
Par waqt sabko majboor kar deta hai

Must read this article https://shayaribulk.com/ignore-shayari/

Zindagi Waqt Shayari

किसी के सपने किसी का प्यार पूरा न हो,
इंसान का वक़्त इतना भी बुरा न हो !!

Kisi ke sapne kisi ka pyar poora na ho,
Insaan ka waqt itna bhi bura na ho !!

दिल खोल कर हंसना तो मैं भी चाहता था
जिम्मेदारियों के बीच कभी वक्त नहीं मिला

Dil khol kar hansna to main bhi chahta tha.
Jimmedariyon ke beech kabhi waqt nahi mila.

कल हम आईने में रुख़ की झुर्रियाँ देखा किए
कारवान-ए-उम्र-ए-रफ़्ता का निशाँ देखा किए

Kal hum aayine mein rukh ki jhurriyan dekha kiye
Karwan-e-umr-e-rafta ka nishaan dekha kiye

कैसे मानूँ कि ज़माने की ख़बर रखती है
गर्दिश-ए-वक़्त तो बस मुझ पे नज़र रखती है

Kaise maanun ki zamaane ki khabar rakhti hai
Gardish-e-waqt to bas mujh pe nazar rakhti hai

zindagi waqt shayari
zindagi waqt shayari

काम यह वक्त का है कि जख्म भरा करें
और अगर वक्त ही जख्म हो
तो भला हम क्या करें..!!

Kaam yeh waqt ka hai ki zakhm bhara karein
Aur agar waqt hi zakhm ho
To bhala hum kya karein..!!

Waqt Gulzar Shayari

कोई चादर वफ़ा नहीं करती
वक़्त जब खींच-तान करता है

Koi chaadar wafa nahi karti
Waqt jab kheench-taan karta hai

दौलत नहीं,शोहरत नहीं, न वाह चाहिए
“कैसे हो?” बस दो लफ़्ज़ों की परवाह चाहिए

Daulat nahi, shohrat nahi, na waah chahiye
“Kaise ho?” bas do lafzon ki parwaah chahiye

शायद आया था वो ख़्वाबों से दबे पाँव ही
और जब आया ख़यालों को भी एहसास न था

Shayad aaya tha wo khwabon se dabbe paon hi
Aur jab aaya khayalon ko bhi ehsaas na th

कभी जिंदगी एक पल में गुजर जाती है
कभी जिंदगी का एक पल नहीं गुजरता

Kabhi zindagi ek pal mein guzar jaati hai
Kabhi zindagi ka ek pal nahi guzarta

पूरे की ख्वाहिश में ये इंसान बहुत कुछ खोता है,
भूल जाता है कि आधा चांद भी खूबसूरत होता है।

Poore ki khwahish mein ye insaan bahut kuch khota hai,
Bhul jaata hai ki aadha chaand bhi khoobsurat hota hai.

Waqt Waqt Ki Baat Hai Shayari

वक्त वक्त की बात है, कल एक दूसरे से अनजान
आज एक दूसरे की जान है..!!

Waqt waqt ki baat hai, kal ek doosre se anjaan
Aaj ek doosre ki jaan hai..!!

वक्त जब करवट लेता है तो,
सल्तनत से शहजादे भी उठा लिए जाते हैं।

Waqt jab karwat leta hai to,
Saltanat se shehzade bhi utha liye jaate hain.

वक़्त अजीब चीज़ है, वक़्त के साथ ढल गए
तुम भी बहुत करीब थे, अब बहुत बदल गए !

Waqt ajeeb cheez hai, waqt ke saath dhal gaye
Tum bhi bahut kareeb the, ab bahut badal gaye !

मैं तो वक्त से हार कर सर झुकाए खड़ा था,
सामने खड़े लोग ख़ुद को बादशाह समझने लगे

Main to waqt se haar kar sar jhukaaye khada tha,
Saamne khade log khud ko badshah samajhne lage.

आँखों में यूँ समंदर लिए किनारे की तलाश में हूँ
इस वक्त को वक्त देकर वक्त पाने की आस में हूँ

Aankhon mein yun samandar liye kinare ki talash mein hoon
Is waqt ko waqt dekar waqt paane ki aas mein hoon

Love Waqt Shayari

वो वक्त सी थी जो गुजर गई
और मैं यादों सा था जो ठहर गया !

Wo waqt si thi jo guzhar gayi
Aur main yaadon sa tha jo thehr gaya !

तेरे हामी हैं सो उठ कर भी नहीं जा सकते
जाने किस वक़्त यहाँ राय-शुमारी हो जाए

Tere haami hain so uth kar bhi nahi ja sakte
Jaane kis waqt yahaan raay-shumaari ho jaaye

time shayari
time shayari

जैसे तुमने वक़्त को हाथ में रोका हो
सच तो ये है तुम आँखों का धोख़ा हो

Jaise tumne waqt ko haath mein roka ho
Sach to yeh hai tum aankhon ka dhoka ho

शोरिश-ए-वक़्त हुई वक़्त की रफ़्तार में गुम
दिन गुज़रते हैं तिरे ख़्वाब के आसार में गुम

Shoresh-e-waqt hui waqt ki raftaar mein gum
Din guzarte hain tire khwab ke aasaar mein gum

Waqt Shayari in English

Kis tarah umr ko jaate dekhoon
Waqt ko aankhon se ojhal kar de

Ye rakh-rakhav kabHi khatam hone wala nahi
Bichadte waqt bhi tujhe gulab doonga main

Siyah raat nahi leti naam dhalne ka
Yahi to waqt hai sooraj tire nikalne ka

Yah khoobsurat raaste aaj bhi tanha hain
Hamare saath-saath inhe bhi hai
Intezaar tumhara..!!

Bura waqt tajurba to deta hai,
Magar masoomiyat chin leta hai

Itne dard ke baad bhi muskuraha raha hoon.
Ai zindagi dekh, tujhe kaise hara raha hoon.

You like this article https://shayaribulk.com/alone-sad-shayari/

Bura Waqt Shayari 2 Lines

वक्त सबको मिलता हैं जिन्दगी बदलने के लिए,
पर जिन्दगी दुबारा नही मिलती वक्त बदलने के लिए

Waqt sabko milta hai zindagi badalne ke liye,
Par zindagi dubara nahi milti waqt badalne ke liye

वक़्त हर ज़ख़्म का मरहम तो नहीं बन सकता
दर्द कुछ होते हैं ता-उम्र रुलाने वाले

Waqt har zakhm ka marham to nahi ban sakta
Dard kuch hote hain ta-umr rulaane wal

इस वक्त ने बना रखा है यह तमाशा हमारा
की कोई भी अपना नहीं पूछता
क्या हाल है तुम्हारा..!!

Is waqt ne bana rakha hai yeh tamasha hamara
Ki koi bhi apna nahi poochhta
Kya haal hai tumhara..!!

ज़रा सा वक़्त जो बदला तो हम पे हँसने लगे
हमारे काँधे पे सर रख के रोने वाले लोग

Zara sa waqt jo badla to hum pe hansne lage
Hamare kandhe pe sar rakh ke rone wale log

कितना भी पकड़ो फिसलता जरूर है
यह वक्त है साहब, बदलता जरूर है

Kitna bhi pakdo fissalता zaroor hai
Yeh waqt hai sahab, badalta zaroor hai

Waqt Sad Shayari

वक़्त रेहता नहीं कहीं टिक कर
आदत इसकी भी आदमी सी है |

Waqt rehta nahi kahin tik kar
Aadat iski bhi aadmi si hai!

बेकार गया बन में सोना मिरा सदियों का
इस शहर में तो अब तक सिक्का भी नहीं बदला

Bekaar gaya ban mein sona mira sadiyon ka
Is shahar mein to ab tak sikka bhi nahi badla

जो ज़रा ठीक से किरदार निगारी हो जाए
ये कहानी तो हक़ीक़त पे भी तारी हो जाए

Jo zara theek se kirdaar nigari ho jaaye
Yeh kahani to haqeeqat pe bhi taari ho jaaye

rishte waqt shayari
rishte waqt shayari

वक्त रहते अगर बात हो जाती,
तो शायद बात ज्यादा नहीं बिगड़ पाती !

Waqt rahte agar baat ho jaati,
To shayad baat zyada nahi bigad paati!

जनम दिन पर घड़ी दी थी उन्होंने
हमें उम्मीद थी वो वक़्त देंगे

Janam din par ghadi di thi unhone
Humein ummeed thi wo waqt denge

वक़्त की वहशी हवा क्या क्या उड़ा कर ले गई
ये भी क्या कम है कि कुछ उस की कमी मौजूद है

Waqt ki wahshi hawa kya kya uda kar le gayi
Ye bhi kya kam hai ki kuch uski kami maujood hai

Waqt Shayari Attitude

वक़्त का पत्थर भारी होता जाता है
हम मिट्टी की सूरत देते जाते हैं

Waqt ka patthar bhaari hota jaata hai
Hum mitti ki soorat dete jaate hain

समय सीमित है समय बलवान है
जो चला समय के साथ उसकी
अलग पहचान है..!!

Samay seemit hai samay balwaan hai
Jo chala samay ke saath uski
Alag pehchaan hai..!!

जो वक्त के साथ नहीं बदलता
वक्त उसे बदल देता है

Jo waqt ke saath nahi badalta
Waqt use badal deta hai

औरों की मर्जी से कभी जिया नहीं करते
हम वक्त पर अफसोस किया नहीं करते

Auron ki marzi se kabhi jiyaa nahi karte.
Hum waqt par afsos kiya nahi karte.

वक़्त पूजेगा हमें वक़्त हमें ढूँडेगा
और तुम वक़्त के हम-राह चलोगे यारो

Waqt poojega humein waqt humein dhoondega
Aur tum waqt ke hum-raah chaloge yaar

Mushkil Waqt Shayari

वक़्त के साथ वक़्त से ही लड़ रहें हैं,
वक़्त के ही खेल में वक़्त से आगे निकल रहें हैं !

Waqt ke saath waqt se hi lad rahe hain,
Waqt ke hi khel mein waqt se aage nikal rahe hain !

वो भी आख़िर तिरी तारीफ़ में ही ख़र्च हुआ
मैं ने जो वक़्त निकाला था शिकायत के लिए

Wo bhi aakhir tiri tareef mein hi kharch hua
Main ne jo waqt nikaala tha shikayat ke liye

वक्त बुरा था हालात भी बुरे कर गया
उम्मीद टूटी दिल टूटा
और साथ भरोसा भी मर गया..!!

Waqt bura tha haalaat bhi bure kar gaya
Umeed tooti dil toota
Aur saath bharosa bhi mar gaya..!!

कौन कहता है कि वक्त बहुत तेज गुजरता है।
कभी किसी का इंतजार करके तो देखो।।

Kaun kehta hai ki waqt bahut tez guzarta hai.
Kabhi kisi ka intezaar karke to dekho.

वक़्त की मौज हमें पार लगाती कैसे
हम ने ही जिस्म से बाँधे हुए पत्थर थे बहुत

Waqt ki mauj hume paar lagati kaise
Hum ne hi jisam se baandhe hue patthar the bahut

Waqt Badla Shayari

वो वक़्त भी बहुत खास होता है।
जब सर पर माता-पिता का हाथ होता है।।

Wo waqt bhi bahut khaas hota hai.
Jab sar par mata-pita ka haath hota hai.

ऐ बुरे वक्त, जरा अदब से पेश आ,
वक्त नहीं लगता वक्त बदलने में !

Ae bure waqt, zara adab se pesh aa,
Waqt nahi lagta waqt badalne mein!

कभी खिलाफ़ तो कभी साथ होता है,
इंसान की बर्बादी में वक़्त का भी हाथ होता है !!

Kabhi khilaaf to kabhi saath hota hai,
Insaan ki barbadi mein waqt ka bhi haath hota hai !!

वक़्त जब करवटें बदलता है
फ़ित्ना-ए-हश्र साथ चलता है

Waqt jab karwatain badalta hai
Fitna-e-hashr saath chalta hai

वक़्त देता था वो मिलने का तभी रखी थी
दोस्त, इक दौर था मैंने भी घड़ी रखी थी

Waqt deta tha wo milne ka tabhi rakhi thi Dost,
ik daur tha maine bhi ghadi rakhi thi

Do Waqt Ki Roti Shayari

छोटी सी उम्र में बड़े तजुर्बे करवा दिए,
पेट की भूख ने सैकड़ों हुनर सिखा दिए…

Choti si umr mein bade tajurbe karwa diye,
Pet ki bhookh ne saikron hunar sikha diye…

हमें क्या चाहिये इस ज़माने से
बस दो वक़्त की रोटी दिला दो,
खा लेंगे मोहब्बत से,

Humein kya chahiye is zamaane se
Bas do waqt ki roti dila do,
Kha lenge mohabbat se,

भूख से बड़ा मजहब और रोटी
से बड़ा ईश्‍वर कोई हो तो
बता देना मुझे भी धर्म बदलना है

Bhookh se bada mazhab aur roti se bada Ishwar koi ho to
Bata dena mujhe bhi dharm badalna hai

हराम की रोटी किसी को डरती नहीं और
मेहनत की रोटी कभी रुकती नहीं…

Haraam ki roti kisi ko dartti nahi aur
Mehnat ki roti kabhi rukti nahi…

मैं कई दफा चूल्हे के
आगे से भूखा उठा हूँ,
ऐ रोटी अपना पता बता मुझे,
जहाँ तू बर्बाद होती है…

Main kai dafaa chulhe ke
Aage se bhookha utha hoon,
Ai roti apna pata bata mujhe,
Jahan tu barbaad hoti hai…

Waqt Badalta Hai Shayari

आने में थोड़ा वक्त जरूर लगता है,
पर वक्त सबका आता है !

Aane mein thoda waqt zaroor lagta hai,
Par waqt sabka aata hai !

ना उसे होश है मेरी ना कोई खबर है
एक दिन वक्त बताएगा तुझे मेरी क्या कदर है !

Na use hosh hai meri na koi khabar hai
Ek din waqt batayega tujhe meri kya kadar hai !

डर नहीं लगता मुझे इस रात के अंधेरे से,
ये तो वक़्त की पाबंद है, ढल ही जाएगी !!

Dar nahi lagta mujhe is raat ke andhere se,
Yeh to waqt ki paband hai, dhal hi jaayegi !!

आज तेरा वक्त है, तो कल मेरा भी होगा।
ग़र अभी है शाम, तो कल सबेरा भी होगा।।

Aaj tera waqt hai, to kal mera bhi hoga.
Gar abhi hai shaam, to kal subera bhi hoga.

वक्त ने थोड़ा सा साथ नहीं दिया तो लोगो ने,
काबिलियत पर शक करना शुरू कर दिया।

Waqt ne thoda sa saath nahi diya to logon ne,
Kabiliyat par shak karna shuru kar diy

Waqt Sabka Aata Hai Shayari

वक़्त ने किस आग में इतना जलाया है मुझे
जिस क़दर रौशन था मैं उस से सिवा रौशन हुआ

Waqt ne kis aag mein itna jalaya hai mujhe
Jis qadar raushan tha main us se siwa raushan hua

तुझे वक्त के साथ तो चलना पड़ेगा।
जो बदलेगा रूट तो बदलना पड़ेगा।।

Tujhe waqt ke saath to chalna padega.
Jo badlega root to badalna padega.

तुम्हारा किया तुम्हें जरूर बतलाता है।
समय आइना जरूर दिखलाता है।।

Tumhara kiya tumhe zaroor batlata hai.
Samay aaina zaroor dikhlaata hai.

वक़्त की गर्दिशों का ग़म न करो
हौसले मुश्किलों में पलते हैं

Waqt ki gardishon ka gham na karo
Hausle mushkilon mein palte hain

अभी तो थोड़ा वक्त है, उनको आजमाने दो।
रो-रोकर पुकारेंगे वो, हमारा वक्त तो आने दो।।

Abhi to thoda waqt hai, unko aazmane do.
Ro-rokar pukaarenge wo, hamara waqt to aane do.

Bita Hua Waqt Shayari

वक़्त करता है परवरिश बरसों
हादिसा एक दम नहीं होता

Waqt karta hai parwarish barson
Hadisa ek dam nahi hota

देखे हैं मैंने तुम्हारी तरकस के सब तीर
मैं तुम्हारे हर एक पैंतरे
से वाकिफ हूं..!!

Dekhe hain maine tumhari tarkas ke sab teer
Main tumhare har ek paintre
se waaqif hoon..!!

कुछ इस तरह से सौदा किया मुझसे मेरे वक़्त ने
तजुर्बे देकर वो मुझ से मेरी नादानियां ले गया

Kuch is tarah se sauda kiya mujhse mere waqt ne
Tajurbe dekar wo mujh se meri nadaniyaan le gaya

सुनो हर-वक़्त इतना याद भी मत कीजिए हमको
कहीं ऐसा न हो की हिचकियों में जाँ निकल जाए

Suno har-waqt itna yaad bhi mat kijiye humko
Kahin aisa na ho ki hichkiyon mein jaan nikal jaye

और क्या चाहती है गर्दिश-ए-अय्याम कि हम
अपना घर भूल गए उनकी गली भूल गए

Aur kya chahti hai gardish-e-ayyam ki hum
Apna ghar bhool gaye unki gali bhool gaye

अपनों ने धोखा दिया तो अजनबियों से वास्ता जुड़ गया है,
वक़्त की खबर न थी बस जो था वही मुकद्दर बन गया है !

Apno ne dhokha diya to ajnabiyon se vasta jud gaya hai,
Waqt ki khabar na thi bas jo tha wahi mukaddar ban gaya hai!

Waqt Na Dena Shayari

साल के आख़िरी दिन उसने दिया वक़्त हमें
अब तो ये साल कई साल नहीं गुज़रेगा

Saal ke aakhiri din usne diya waqt hume
Ab to ye saal kai saal nahi guzrega

वक्त की चिंता कुछ चुनिंदा लोग ही करते हैं
निंदा करने वाले वक्त की कीमत नहीं जानते !

Waqt ki chinta kuch chuninda log hi karte hain
Ninda karne wale waqt ki keemat nahi jaante!

वक्त और इंसान, कब बदल जाए
पता ही नहीं चलता !

Waqt aur insaan, kab badal jaaye
Pata hi nahi chalta !

कभी-कभी समय आने में इतना समय लग जाता है,
की इंतजार करने वाले के पास और समय नहीं बचता !

Kabhi-kabhi samay aane mein itna samay lag jaata hai,
Ki intezaar karne wale ke paas aur samay nahi bachta !

वक्त समुंदर में गिरा हुआ वह मोती है
जिसका दोबारा मिलना
नामुमकिन है..!!

Waqt samundar mein gira hua wah moti hai
Jiska dobara milna
Naamumkin hai..!!

Read this article https://shayaribulk.com/broken-heart-shayari-in-hindi/

Waqt Nahi Hai Shayari

सुब्ह होती है शाम होती है
उम्र यूँही तमाम होती है

Subah hoti hai shaam hoti hai
Umr yunhi tamaam hoti hai

सदा ऐश दौराँ दिखाता नहीं
गया वक़्त फिर हाथ आता नहीं

Sada aish-e-dauran dikhata nahi
Gaya waqt phir haath aata nahi

वक्त का खास होना जरूरी नहीं,
खास लोगों के लिए वक्त होना जरूरी है !

Waqt ka khaas hona zaroori nahi,
Khaas logon ke liye waqt hona zaroori hai !

समय सब के पास है लेकिन हमेशा के लिए नहीं
जो चाहे कर लो आज में ही, कल का भरोसा नहीं।

Samay sab ke paas hai lekin hamesha ke liye nahi
Jo chahe kar lo aaj mein hi, kal ka bharosa nahi.

ये ना-गुज़ीर है उम्मीद की नुमू के लिए
गुज़रता वक़्त कहीं थम गया तो क्या होगा?

Yeh na-guzeer hai ummeed ki numu ke liye
Guzarta waqt kahin tham gaya to kya hoga?

Conclusion

Waqt Shayari  समय की क्षणभंगुरता और हमारे जीवन पर उसके गहरे प्रभाव की एक मार्मिक याद दिलाता है। इन शेरों में पाई जाने वाली सुंदर अभिव्यक्तियों के माध्यम से हमें अपने पलों पर चिंतन करने, अपनी यादों को संजोने और वर्तमान को अपनाने की प्रेरणा मिलती है। 

वक़्त शायरी की खूबसूरती इसमें है कि यह पाठकों के दिलों से जुड़ जाती है, और स्मृतियों से लेकर उम्मीद तक की भावनाओं को जगाती है। इन काव्यात्मक विचारों के माध्यम से हम यह गहराई से समझ सकते हैं कि समय हमारे अनुभवों और रिश्तों को किस प्रकार आकार देता है।